easy guide to submit your blog in google search console?
blog ko google search engine me kaise submit. aaj ham is topic pe baat krne waale hain. dosto ye bhot jaruir hota hai aapke blog ke liye, iske chalte aapka blog google me show hone lagta hai. matlab ki agr aap apne blog ko google search console me submit karte ho to aapka blog google ke search result me show hone lagega. jiski madad se aapki site ki ranking m e bhi fayeda hota hai. aur aapko accha khasa traffic bhi milta hai.

to aaj ham aapko yhi btayenge. to dosto abhi tak aapne agr apne blog/site ko google web,master tool me subimit nhi kiya hai. to aapko ye kar lena chahiye. kyunki aapke blog ke liye jruri hta hai. agr aapne abhi tak nhi kiya hai. aur agar aap hi jaante hain ki akhir kaise blog ko search console yaani webmaster tool me submt kiya jaaye. to aaj ham aapko easily guide karenge. jiski help se aap easily apne blog ko search console me submit kr paoge. so get start it.
1. sabse pehle aapko apne blogger ko login kre. aur apne apne blogs open krle.
2. fir aapko neeche ki taraf setings me ek search preference ka option dikhega. aapko us per click krna hai.
3. next ab aapko jo interface dikehga usme aapko google search console ke saamne edit waale option pe click kr dena hai.
4. ab apke saamne jo page open hoga. usme aapko add property pe click hoga. click krte hi ek top up window open hogi.jisme aapko apne blogs ka url daalker add pe click kr dena hai.
5. jaisi hi aap add pe click krte hain. tab aapke saamne verify this property ka property ka page open ho jayega.
6. ab aapko alternate methods pe click krna hai fir aapko usme html tag pe click kr dena hai. isme aapko ek code us code copy krle.
7. ab aapko apne blogger ke dashboard me jaker theme>edit html pe click krna hai.
8. ab aapko control>F press krna hai. aur fir aapko head search krke. sabse pehle waale head section me jaker enter press krna hai. aur fir us code ko paste krke save krde.
now all done..! congratulation
ab aapka blog succesfully search console me submit ho chuka hai. so guys if you like this article then share with your friends and also share on social medias. thank you..!

0 comments:
Post a Comment